LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Kaajal

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Ban jaun koi taara
Ya bhawra jo aawara
Ya koi bahana tere paas rehne ka

Raaton ka an—andhera
Jagmagata—ta chehra
Ya main dhoondoo tera ek aur aaina

Jo bhi tum chaho, main ban jaun
Jo bhi tum chaho, main ban jaun

Kya teri aankhon ka main kaajal ban sakoon
Kya teri raaton ka main baadal ban sakoon
Kya teri aankhon ka main kaajal ban sakoon
Kya teri raaton ka main baadal ban sakoon

Verse:
Teri Kaajal Kajaal Kaajal
Jaise Baadal Baadal Baadal
Baadal ke thikaane hai
Sau pal sau pal sau pal

Teri Kaajal Kajaal Kaajal
Jaise Baadal Baadal Baadal
Baadal ke thikaane hai
Sau pal sau pal sau pal

Haan chal haan chal haan chal
Paidal paidal paidal
Dil ke naye bageeche mein
Do pagal pagal pagal

Naino ki bhasha mein keh jaun
Naino ki bhasha mein samjhaun

Kya teri aankhon ka main kaajal ban sakoon
Kya teri raaton ka main baadal ban sakoon
Kya teri aankhon ka main kaajal ban sakoon
Kya teri raaton ka main baadal ban sakoon
Kya teri aankhon ka main kaajal ban sakoon
Kya teri raaton ka main baadal ban sakoon

WRITERS

Brite Roy

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other