LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Bairaagi

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Naanak kehnde Kithe chaleya
Bhikhu bole charavaiti
Chisti bole allah hu
Bairag ras me kise dhundhe tu

Bairagi bairagi bairagi ho raha man
Aawara parinda chhod aaya gharaunda
Chuninda raston ki talaash me
Bairagi bairagi bairagi ho raha man

Pal pal har pal ,
Kalrab avichal
Ek halaahal,
Dekh yahan par,
Ajab tamasha h

Raah bhayankar
Rasta mushkil
Ruk ruk jaana hai

Bairaagi ….. Kyun pighal gya tu
Bairagi ……. Muh mod chala tu
Bairagi ……. kyun chhod chala tu
Isss jag ko

Bairagi bairagi bairagi ho raha man

Anant ko khojun, karun sadhna
Bairag ras me jhoomon saara
Maaya ka parda hataakar dekhun ye sansaar
Na kuch mera, na hai tera, ho jaun mai leen yahan

Tyaag chala mai jhuthe bandhan
Man mera hai sach ka aangan
Jo bhi khojun iss chit paan
Jhuth chhod mai sach apnaun

Bairagi bairagi bairagi ho raha man

Naanak kehnde Kithe chaleya, Pal pal har pal, Kalrab avichal
Bhikhu bole charavaiti, Ek halaahal, Dekh yahan par,
Chisti bole allah hu, Bairag ras me kise dhundhe tu
Bairagi bairagi bairagi ho raha man

WRITERS

Puneet Sharma

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other