LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Shiv Ki Dasi (feat. Nidhi Sharma)

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Puri duniya jisme samai wo mere dil me Samaya hain sab kuch khokar hi meine
Mere shiv ko paya hain
Moh maya se rihai hain mere sambhu meri kamai h
Dubi khadi thi bich bhawar me
Paar ye kasti lagai hain mahadev ke hone se hi sab kuch
Warna main to maati hu

M shiv ki dasi hu
Bas shiv ki pyasi hu

Kya khene hain uske aage kitne tadpe hain
Bas mere shiv ko pta h aanosun kitne barse h
Marte ki wo saanse h
Or andhe ki wo aankhen h sukoon ki saans De de te hain sawan ki wo barsaaten h
Maangna sb fizool lage
Jo de de usme raaji hu

M shiv ki dasi hu m shiv ki pyasi hu

Main usko pehchano ji bas
Main usko he jaanu
Main puran hogye hu Shiv ki
Duniya ko kya jaanu
Aashu mere mitaye h or gam bhi mere bhulaye h
Kon kahe matwala aakela
Har pal sath Shivay h
Jahan Bhi man se Awaaz lagao unko sath me paati hu

Main shiv ke dasi hu
Bas shiv ke pyasi hu

WRITERS

Matwale Ji

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

From This Artist