Zamane ki baat mujhe smj ni aati
Meri akal b sali mere kaam nhi aati
Upr wale p bhrosa rkhu thode din or
cb koi essi baat Mujhe raas nhi aati
Khaas nhi lagti vo raato ki aab nind mujhe
Chasti vo green red Blue sb light mujhe
Night mujhe pta ab kitni h bdi
Subha hone ki wait me dekhta rhu Ghadi
Meri khamoshi ko yha sala Koi bhi na jaane
Meri bhaafo ka H zariya na Rap isse maane
Jaane kite tbhaa hue hoge yhaa log
Jo bhi sunte h leed me raato ko esse gaane
Mere mind Me jo thoughts ki divaar h Khadi
Jgne wale ko hi pta Raat kitni bdi
H kdiii zindagi na sune dil ki
cbi or b bdk beta Bhot h pdiii
Khane lagi ab sali Studio ki wall
Kya kru kase mujhe koi bi na Baat sujhe
Kisika kasoor nhi kisko kya bolu
Qki Tang krne lgi h Meri khud ki hi baat mujhe
Roshni se achi mujhe ab Kali raat Lge
Chl rhi Zindagii h zindagi bhi rakh lage
Khakh lage rakh lge maan lena kuch Bhi jo chl rha sala mujhe sb bakwaas lge
Khamakha khamiya thi dhundi mene khwab ki
Rahat to mili par wo sapno pe na laazmi
Chahat ki aadat se hai chhute bhot sath bhi
cahat hai dil me ab bhi khwabo ke un aag ki
Haan me ek udta parinda hu
Tod ke aaya hu ab saari hi me bandishe
Tan se mar chuka rooh se me zinda hu
Mile Sukoon saari chodi jab ranjishe
Khone ko ab na kuch bhi hai pass mere
cakhon me aashu jaise behete chale raaz mere
Jabse chini mene chabi meri duniya se
Mukt ho chale hai har saaz mere
Bharam tuta bani haqiqat ae sangeet
Moksh ki rah meri rooh raha sang likh
Jeena sikha duniya se rehke bheybhit
Bhey mita ab khudse jo liya jung jeet
Jin logo ne bhi kari gustakhi hai
caj deta sabko hi maafi me
Bs leke baithu jaam ho sath me jaan mere