Ye duniya rang-wang badal rahi
Badan pe nageene cham-cham jakad li
Ab pal-pal mein logon ne humdam badal li
Par kaagazi gyaan ka purpose safal nahi
Bane saare yahan maharathi
Par le paayein Bhishma ke jaise shapath nahi
Kyun dushit pada tera rakt pravah
Hoga dhumil pravah tera jagah-jagah
Use meri jaan ki padi nahi
Mere sab yaar bhi chhoot gaye
Main tanha baadalon mein khada
Sab kuch dhundhla-dhundhla hai
Main bhi gham bhula jhoom raha