Sahiba, Tu Kyun Pareshan Hai?
Kisi Ki Parwaah Nahi, Tu Kyun Beqaraar Hai?
Aaja, Gin'te Hain Beth Ke Yaar Tere
Dekh'te Hain Tujhe Kitno Se Pyaar Hai
Jaana, Main Toh Aisa Nahi Kabhi Pehle
Pehle Laad Kiya, Phir Pyaar Kiya Tune
Jaana, Aisa Na Hota Pyaar
Dusron Ki Sun Ke Na Padti Daraar
Mere Mann Mein Hai Dafan 4 Sawaal
Tu Karti Hai Pyaar, Tu Karti Hai Vaar
(Sahiba) Tere Khayaal (Khayaal)
Bade Kamaal, Jo Kare Sab Se Pyaar
Tujh Pe Bharosa Hi Nahi Hai
Tu Karti Badli Si Baatein
Mujhse Tu Door Hai, Ab Sahi Hai
Arey Le, Paani Pee Abhi Aur Baaki
Abhi Aur Aani, Line Meri Bohot Teekhi
Kal Raat Tujhe Phone Kiya, Aari Thi Tu Busy
Teri Aisi Kaisi Mausi Jo Kabhi Nahi Soti?
Karti Phone Hide Jab Hota Hoon Samne
Maangta Hoon Phone Toh Lagti Hai Rone
Kehti Kuch Nahi Hai Is Phone Mein
Itna Shak Mat Karo, Pyaare Babu Shone