Jo na samne aati na nazare milati
Na ishq ye hota na hota ye gunah
Na guzar ke aise wo mud ke dekhti
Na aashiq banta na hota ne fanah
Jo na samne aati na nazare milati
Na ishq ye hota na hota ye gunah
Na guzar ke aise wo mud ke dekhti
Na aashiq banta na hota ne fanah
Tuje dekh ke dil saans le
Kehta hai kam kar ye faasle
Kuch waqt hi mein ye tera hogaya
Baitha hu bas teri aans me
Tu aa bhi ja ab paas mein
Na waqt lena tu itna re piyaa
Tu ishq hai mera hai pehli dafa ka
Jiss Dar bhi jaun hu mangu teri dua
Mein daariya jo hu tu hi hai kinaara
Tu badal banja aur ban jaun mein dhua
Jo na samne aati na nazare milati
Na ishq ye hota na hota ye gunah
Na guzar ke aise wo mud ke dekhti
Na aashiq banta na hota ne fanah