Suna hai kuch varshon pehle,
Kisi anjaan duniya se, samay se parey ek kalakaar aaya tha.!
Aur sunne walon ke andar ek ladne ki aag jala di thi.
Par kahan hai woh, woh hai bhi ya nahi, ya bas ek jhooth tha..!! Woh wapas aayega bhi ya bas
ek kalpana bann ke reh jayega!? Yeh sawal kya sawal he reh jayega!?
Woh kalpana se parey hai. Aa rha hai woh naya daur, cult, rage aur revolution leke.