Padi hai badi hai baatein
Aur choti hai lagti hai raatein
Bawaal na chahe ye ab bhi wahi
Aakhon mein aati na neend
Gum fal ke aasha mein beej lagaye
Udna jo chaahe vo jhukta nahi
Dekhe ye taare ya sapne sahi
To Kaise mai uljhu bhala tumse yaara
Haa duniya jo meri nazar se vo dekhe to
Ab rap ki playlist me chadhne hu jara
Mai ghode pe baitha aur jhande bhi gaada
Khata ye ghoda bhi chara nahi
100 masle ya a aalas bechara nahi
Zamane ki galti hai keh de ye pyaare
Hai baitha vo ghar pe aur baatein banare
Mujhe naa pooche vo pyaar se
Mujhe naa dekhe vo pyaar se
Vo Aina dekhna chahte the kal tak
Ab dekhe wahi jo bas abhi yaha hai
Hai gandi ye soch to saaf bhi kare
Aur galti mein dosh to maaf bhi
Aap bhi poche jo dar badar se marke
Bharosa aur izzat bhi aye nazar
Parose vo pyaar sambhal ke
Thoda ni zyada na chodi kasar
Pyase ko paani de dawa nahi
Paisa se badi koi saza nahi
Par mai bhi na galtiyaan dhundu
Daalu mai gaane jo failna chaahe