LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Kamchi Panchi

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Mai tujhe mere saath rakhu
Tera har gum
Har dum
Baant bhi lu
Mujhe
Mujhe tu pukaar to le
Tere saas awaaz hawaale karu
Tere
Tere liye jaan bhi du
Tere sapne
Sab mai jaan bhi lu
Kaise
Sapne ye poore kare
Teri manzil se hum door khade
Mujhko naa roko na toko
Mai udta hu
Zamaane se
Choo lu hadon ko
Dil ye lagane de
Paas me aane de
Sath mein baitho to
Socho
Socho ke jana kidhar
Kaisi hum idhar
Tak
Kaise ye din bhi jo guzre
To waqt bhi jaata fisal
Sab
Jiya jo kal tak
Kiya vo aaj bhi
Duniya jo dekhoge
Meri nazar se to
Pehnoge taaj bhi
Thodi si gyaan ki baatein
Yaaa
Thoda mai kara mazak bhi
Pinjre me bandi ye soch
Udne de use tu aaj bhi
Mai tujhe mere saath rakhu
Tera har gum
Har dum
Baant bhi lu
Mujhe
Mujhe tu pukaar to le
Tere saans awaaz hawaale karu
Tere
Tere liye jaan bhi du
Tera sapne sab mai
Jaan bhi lu
Kaise
Sapne ye poore kare
Teri manzil se hum
Yhaaa
Kamchi tu panchi si pyaari
Mai udne ki karta hu
Poori tayyari
Ayegi teri bhi bari
Tu chahe jo soche to
Duniya humari
Yaha maze ki faili bimaari
Ye scroll pe dolte
Kaise ye yaari
Ab time ni milta meko bro
Kaha jaara
Bola to manzil bulari
Dil se jo sunle kahani
Kya seekha kya samjha
Hai sabko bantani
Mera to mujhe pata
Tera kyu tujhe pata nai
Time ni zyaada vo scroll pe dolte
Aadhe to nashe me
Baaki to phone pe
Mera to focus aur
Vision hai goal pe
Jo bhi mai bola
mai bola hu sochke
Gaya tha khud ko khojne
Mila mai meri parchaii se
Poocha ek behen ko kya kya
Chahiye hota hai
apne bhai se
Thode si shopping kara de
Thode surprise de
Meri ye life hai lekin
Mujhe tu thodi
advise de
Poocha mai kaisi hu lagri
To bolna mai lagri hu mai nice beee
Ezzz wale options the
Lekin mehnat ki life meri
Choice beee
Mehnat hai din raat
To Chutti ni leta mai bin baat
Thoda sa vishram
To sapne me mangi mai wish haa
Ki mile vo shiksha
Jisse prapt karu mai bhi sakshee
A grade marksheet
Mai heera to
Bana mai smart street
Dekhe hazaar farishtein
Unse mai baat ki
Is panchi ka dhyaan rakhna
Vo laayegi duniya me kraanti
Hum tere saath bhi jo the
Awaaz araam hai
Jaan ke sote
Sochu ke
Aaye hu mai is
Duniya ke kone mein
Kaise whajon se
Mai jo tere sath nahi
Tere saath me mere
Usool khade
Phool khila
Aur bund saje
Beet gaya vo to
Bhool chuke
Geet bacha ye
Sunaau mai gaane
To sunke rozaana
Ye seekh chuke
Kya
Mai tujhe mere saath rakhu
Tera har gum
Har dum
Baant bhi lu
Mujhe
Mujhe tu pukaar to le
Tere saas awaaz hawaale karu
Tere
Tere liye
Jaan bhi du
Tere sapne
Sab mai
Jaan bhi lu
Kaise
sapne ye poore kare
Teri manzil se hum

WRITERS

Chirayu Kate

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other