(Na tu mere sath mein hai)
(Tera hi zikr meri baaton mein hai)
(Feeka lage jaam jo ye haathon mein hai)
Kahin bhi na dil ye lage kyun
Pee kar bhi dil na bhare kyun
Khud mein hi kho sa gaya hun
Jaan ke bhi main toh tera ho sa gaya hun
Hain aur kitne hain bahane
Jhuth kitne hain aur sach mein milane
Ese meri jaana nahi bante fasaane haan
Tera hi zikr meri baaton mein hai
Feeka lage jaam jo ye haathon mein hai
Par kitna sukoon inn raaton mein hai
Paani thoda thoda inn aankhon mein
Tera hi zikr meri baaton mein hai
Meetha lage jaam jo ye haathon mein hai
Dil dukhake hum bhi toh dekhein
Haan, aakhein thodi hum bhi toh sekein
Vo, Jinki khaatir huye humse bewafaa
Unhein aaj hum bhi toh dekhein
Haan, maana khule aam hi peete hain
Par jaana saari shaamein bhi jeete hain
Dekhe mene peete chup chup kar jo
Saamne bante ye seedhe hain
Baatein kitni jo firru dil mein chupaye
Dil kare bada tujhe mil sunaye, haan
Tera hi zikr meri baaton mein hai
Feeka lage jaam jo ye haathon mein hai
Par kitna sukoon inn raaton mein hai
Paani thoda thoda inn aankhon mein
Tera hi zikr meri baaton mein hai
Meetha lage jaam jo ye haathon mein hai