LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Regret

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
I know tujhe dar lagta hai
Me vade karuga or phir badal jauga

I knw to tuti hai bhot me joduga phirse or phirse tod jauga

Me jitne vade karuga
Me sare nibhauga sare nibhauga

In ankhon bhot rulaya mene

Kasam se ab ni rukauga

Tu titli masoom si

bhavre se dil laga baithi hai

Me akele kamre me band akhen khuli dekha tu baithi hai

This pain is for real
Regret bhi ye real hai

I know dhokha de jata hu
Par is bari sara hi sara ye real hai

Text mene bhot bheje bby tere naam ke
Han kiya mene cheat with no reson maafi aapse

Tu duniyan se alag mujhe rakhti mehfoos
Or me pyar aaya baat mujhe sharam khudke naam se

Aane lage ghin jab bhi sochu apni aadtein
Idhar udhar muh maaru aisi bhi kya afat hai
Jin dosto ko naam me ladra tha aapse wo
Khal gae chod i mean mera mtlb saanp

Ab text kare sare bole bhai mujhe milna hai
Mere cousin fan tere unko tujhse milna hai
Par mujhe laga shayd use galti aehsas hai
Par meri galafehmi
Mujhse aiso se ni milna hai

Ab dete wo dilase or me kehta bhai rehne do
Deke tujhe dhoke khush sharam nithi mereko

Me jalra tha badle ki aag me kuch doston ki
Tunne hi samjhaya bola baby chodo rhendo do

Yaha apne bhi apne ni hote
Tu to parai or phir bhi sambhala hai

Ham tute we khawaab sajate the
Tune to tuta insaan sajaya hai

Tu kafi haseen hai cheez hai
Khoke tu logo ko dua de jati hai

Warna ye duniya haram hai
Yaha Khoi wi cheez dil se utar jati hai

Tere dard kare bleed ab
Han me badla insaan sare message chodo seen par
Sirf mtlb pe call kare bhai tu
Mushkil halaton me kaha tha tu speak up

Inki bateeinn mujhe irritate kare
They dont make sense aurton se jada ye hai bitch sale

Jab bhi sochu ki me likh nahi pauuga to jakham tere dard deke bole mujhe likhta reh

Mujhe farak ni ab kon mujhe kya soche
Ghatiyan insan hai sale inki kya soch hai

This is a letter to you jinme mere regret hai
Nashe ka shukeeen hu me jeb me bas cigarettes hai

1 peg down teri yadein mere sir chade
Seedi tha me mtlb ki jisme jani sab chade

3 4 din to me kamre me band tha
Wo bhi badal gaya jise badalne ka dar the
Mere
Ab ham kya hi kare
Tujhe diye hue dhoko ka hissab mene likh diya hai
Ab wo khuda intenzar na kare

Ham bekar reh gae

Tum tabah kar gae

Behti hawaon ko ham phir se rulaaege
Tum zulm karo jana ham has ke seh jaege

Mujhe chodke bharosa rake sab par tu
Sabr karo jana wo sab faida utahaege

Tuti hui cheez ko sahare hote
Lakhon se jeetne wale ek se haare hote hai

Jab shayar roye panno me kalam ke sahare
Wo geet nahi hote paigaam hote hai

Jo maut tak de sath ham wo wali nasal hai
Bas karo jana mere ghar ke bhi masle hai

Tera chale jana door itna aasan ni tha
samne se gaya wo me bilkul hairan ni tha

Mere bare kare articles ye shit talk
Flow soo smooth jaise beat pe ho moon walk

Maja jo khone me wo bilkul ni pane me
kabhi kabhi lage sali zingai majak
Addhi umar paas aae
Addhi lagi door jane me

This is life

Aadhi umar pas aae aadhi lagi door jane me"

WRITERS

Atul Dobhal

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other