Ha dekhlena beta kare maine baught kaam
Ha dekhlena beta diya maine anjaam
Ha aaj kal rapper kehte mehnat kari baught hai
Hum to aaj bhi karte hojate nakaam
CID mai banunga bachaunga ha duniya ko
Bolta tha ghr mai beta tumhara MIB
Ha dekh lena bhai quality ye phone ki
Recording jo karni thi next mere song ki
Ek banda khada tha jo aaj bhi khada hai saath
Kaam kara start jb puche mere haal the
Dhoke vali aadat nahi na lambe mere baal the
Ha dekhlena beta kare maine baught kaam
Ha dekhlena beta diya maine anjaam
Ha aaj kal rapper kehte mehnat kari baught hai
Hum to aaj bhi karte hojate nakaam
Naa m baatein meri jhooti dekh
Asli hustle tune kari hum to maybe cheap hai
Par i am the black sheep man
Farak tune smjha ni hustle aur nakal m
Sheikh chilli ki baari aayi
Naap lo ha niche se ha naap lo
Diya ek mauka chlo baaton ka jawab do
Naap lo ha niche se ha naap lo
Saap baught paale maine kilo ke ha bhaav lo
Ha dekhlena beta kare maine baught kaam
Ha dekhlena beta diya maine anjaam
Ha aaj kal rapper kehte mehnat kari baught hai
Hum to aaj bhi karte hojate nakaam