Eh patjhadh da mahina sirf
Nayi dulhan di laal maang
Parwah ni meri si kisi nu
Mere dil mein, dil mein tum
Tabhi mere dil se shikwe gumm
Tune maaf karey sin, giney mere gunh
Tabhi gaaun kun faaya kun
Mere dil mein, dil mein, dil mein tum
Tune maaf karey sin, giney mere gunh
Tabhi gaaun kun faaya kun
Mere dil mein, dil mein tum
Tabhi mere dil mein khilte gul
Tune maaf karey sin, giney mere gunh
Mere dil mein, dil mein tum
Tabhi mere dil mein khilte gul
Tune maaf karey sin, giney mere gunh
Tune pukaara jab aur jahaan
Haazir mein ussi waqt udhar hi
Tujhse dur ho gaya tha aur tere paas aake bhi
Tujhse ho jaata dur aur zyaada shayad
Agar kar leta main khudgarzi mein khudkhushi
Yeh meri khushnaseebi ki kari mujhse duniya ne nafrat hi
Shayad tabhi teri ulfat mili
Jo maza chaahne mein woh zarurat mein nahi
Atoot rahega agar bikhra?
Iss ekta mein kya karega tera mera?
Kya beghar hoke pedon ki chhanv ko samjhega basera?
Kya dhalte suraj mein bhi
Kya naana se seekhi imaandaari, wafadaari
Bechega karne ke liye hera pheri?
Kiski karega vakaalat jab
Jab jhooti afwaon, ilzaamon ke saamne
Jab chand sikkon se padengi
Khareedni hasratein mehangi?
Jab fatti chhatri pe kashton ki varsha barsegi
Tab jism ki zameen ki mitti ke neeche
Inn sawaalon ke jawaabon mein hi disha milegi
Tu hasse, roye, nache mere naal