Flow mera acid jaise Anil
Coffin mein teri haan jaise main keel
Bandi hai teri par bharta main bills
Bandi ko uski deta main chills
Haan maathe pe likha hai sab
Kya hona hai kaise yeh kab
Sach ki kabar khodun main jhooth se
Yahan dawa se upar hai drug
Haan tabhi toh phookte jaake manali
Yahan mehnat se upar hai luck
Haan tabhi toh gale mein mala hai kaali
Kaiyon ne bechi yahan soul hai
Poore kiye apne goal hain
Tabhi toh bhar gaye bowl hain
Chhaati pe jama yeh coal hai
Point 45 ke sar mein kitne hole hain
Gaadi mein lagein na keys
Kha kha ke ho gaye yeh ghees
Bande yeh thode hain dheet
Game mein ho gaye yeh lag