Bikri kamaal se hai pehechaan Salam se hai
Bhai ka raob faila hua hai aur Potte aaram se hai
Ungli hott pr aur yeh thuka
Ghar se c dha nake ka rasta
Nashte meih poha chana aur thodasa rassa
Gaadi pr mai aur mere kandho pr bhari basta
Baste meih kitaab kitaabo meih leekhi awaz ki pukar
Yaha gyaan mila 4 aur ankh chaheye 8
Aage peeche chalte de Salam nhi toh laat
Muu nhi ladana beta een k nakhre Hazar
Phone ghuma kr bilaat baithana Potto ki shaan
Ladki baazi kri toh kri hadh Paar
bol Bala deekhaya Ees ko kopche meih daal
Bilbila pr murga uuski tagdi ki maar
Sare Jo fase ho niklo apni kaid se
Waqt ki kadki ya sharam hai
Wapas 90 mein wapas 90 mein
Wapas 90 mein wapas 90 mein
Wapas 90 se desh bht kadak hai
Dil dhadakta aur kahani chal rhi Yeh sadak hai
Wapas 90 mein wapas 90 mein
Wapas 90 mein wapas 90 mein
Wapas 90 se desh bht kadak hai
Dil dhadakta aur kahani chal rhi Yeh sadak hai
Wapas 90 ki dhun mere kabze mein
Duniya chali toh ladka chal padta
Jabtak tha galat ke sambandh mein sankat mein tabatak main
Durghatna har waqt thi bachpan mein mu band tha
Sabak tha tabse ye sach bakta abse main
Bachpan se bhalta sada sharmata gjabra jata seedha sa tha
Soch bani khargosh mere sar pe daude madhoash
Jaise maidaan mera chauda matha
Janta jama hai yaha pe binbaat ke
Jab humne poochha inse kya khaate
Muskurake bole aankhein michkake
Tambaakoo ka sevan choona chipkake
Ja khoj jake aspataal chal chatkale chaar
Ab chaska shauk ka lag chuka fir sabka bhala kab hua
Bachcha bachcha karta dhanda jaanta na duniyadaari
Potte padhhte nahi the yaha pe chor
Uchakke banna chahte karte maaramaari
Dhakka dhakka deke akal badhti thi
Pariksha mein padhte na mahine bhar phir darte the pariksha se
Pratiksha hai natije ki ab ghatne ko durghatna hai
Tapakne ka hai darr ab bak sabar ka phatna hai
Do teen baar badan kaapta natije se
Ab laal kalam chali chhapne natije ko
Tapke toh padausi kehte bhej pakode baizati ke
Takle pe woh tapli deke mujhko kehte
Hatt hatt hatt baju chalta ban
Tera rasta ban tu barbaad hai teri badnaami hai ghutna tek
Gazab jhamela duniya ajeeb hai yaar
Kartab ye duniyadaari sab nahi kamine par kam nahi namune yaar
Aadhe hai bail yaha par baaki samajhdaar
Wapas 90 mein wapas 90 mein
Wapas 90 mein wapas 90 mein
Wapas 90 se desh bht kadak hai
Dil dhadakta aur kahani chal rhi Yeh sadak hai
Wapas 90 mein wapas 90 mein
Wapas 90 mein wapas 90 mein
Wapas 90 se desh bht kadak hai
Dil dhadakta aur kahani chal rhi Yeh sadak hai
Konte ki kaaki jab bhaage
Kala khatta gole ka 1 chillar chillar
Sambhaal k rakhna tu ees ko sambhal
Kyuki aa dha ghanta na pure ga
Bachche bhi shamil the kafi zyaada
Sahi hai jo bura par bada dara
Dhamka ke uncha sachchon mein
langdi gaay sayani sachche bachhdon mein bachhdon mein
Chillar ke saudagar saude mein khel talaashte the
Zikr har baaton ka pichhle waqt ke waaste se
Ye kahaani band pichhle waqt ke bas dabbe mein
Kuchh aisi banatien le jate sang wapas 90 mein
Wapas 90 mein wapas 90 mein
Wapas 90 mein wapas 90 mein
Wapas 90 se desh bht kadak hai
Dil dhadakta aur kahani chal rhi Yeh sadak hai
Wapas 90 mein wapas 90 mein
Wapas 90 mein wapas 90 mein
Wapas 90 se desh bht kadak hai
Dil dhadakta aur kahani chal rhi Yeh sadak hai