Aaja Dikhadu ki kaise karte hai rap
Piladu flow ke jism ko isko bolo tum boom bap
Thoda sa math laga le 24 akshar
Has kar toda zindagi ne tab jaakar
Ye aadmi bane the bass lagakar dhal
Aaja tujhe kaafi alag duniya dikhakar
Peeda sahit dard se chaati lagakar
Le chalu door ek ashram jaha par
Tapasya hoti shabd kosh ki aaj kal
Teen level upar neeche hote yaha par
Nausikhiya madhyavartee viksit jaha jan
Jaa ni paate upar kyunki dil mein raha darr
Zindagi jokhim mein palti roz aisa ghar
Aur agar tum poocho mujhe kyu pasand tha
Maze aate beat ko khaane mein lunch tha
Lyrics ko emotion banane mein bhand tha
Farre na kaam kare skills ka maamla
Nahi aata agar dil na toota hota
Haalato ne na poocha hota ki
Bas tu itna hi zor laga sakta kya
Dil hai jaata pehla ye aadmi hai cold
Aur Dil hai jaata behta khooni hai mera soul
Aur lafz hai zubaan pe par gala hai torn
Dil hai jaata pehla ye aadmi hai cold
Aur Dil hai jaata behta khooni hai mera soul
Aur lafz hai zubaan pe par
Aur lafz hai zubaan pe par gala hai torn
Paari bachi 30 aur 20 aur maarne run
Gaur karo inn lafz hot Bebop
Khele the seesaw mota bohot
Dior theek lore sunake anjaam no more fucking draughts
Karu main shittalk lip talk
Fit jock game nahi aata bhaata sabka jaise jue pe bluff call karna aata bhai aur
Shanti se trim kare Vander lawn
Lage bhai ko par behnji jinx chahti war
Vi aur Kait kare sigh Tor
Kala master karli on the top
Upar se phir bhi banda locked
In pure din hai nikalta thoughts
Iss panne pe bade bade bade sapne likha jaata hu
Asal mein vadde vadde vadde bobe dabaata hu
Saanp pade raste pe sulaata jaata hu