LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

SHLA

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Lekin main ek aadmi na banta agar
Iss agar magar mein pehle lag jaata
Jism aadmi ke mein thehra tha faasla
Bas Coca Cola se agarbatti bujhana
Lekin main ek aadmi na banta agar
Iss agar magar mein pehle lag jaata
Jism aadmi ke mein thehra tha faasla
Bas Coca Cola se agarbatti bujhana
Uss ladke ko tha na pasand zamaana
Iss Aadmi ko thi samajh cheez haraam ki
Parkhe istemaal jaise kab banegi chashni
Kab aag ki shola dhua dhaar raakh ghar banayegi
Jalaadi
Khat likhti thi ghar pe
Siyaahi chapi dil mein
Par panne bane raakh hi
Raakhi pe pichle saal aayi thi
Muh uthaake jab hum taake
Sharmaake kehti sirf aapke liye
Chali bhaagi sab kuch
Haath li mera boli
Kaha jaa rahe babu thoda ruk jao
Halka mere saath iss pal tham jao
Do baat kehni apna paas kaan lao
Aur paas laake chaaku se ghop di
Uss ladki ko tha na pasand zamaana
Iss aadmi ka vyaktitva tha bana haraami
Paida hone se 20 varsh tak badal raha aaj tak kintu
Jeevan ki rekha shayad pakki designed thi
Sikhayi thi rivaayiti aadatein
Vilaayiti nawaabi kehke likhit likhvaayi thi
Kasam meri hoth waale jhai ki
Kalai meri life ki naapi kaisi jaayegi
Chup Saalo high tea pe baat chedhni to suno
Krodh mein tairta tha ladka
Chote paer bade sawaal ka ladka
Nukeele shabd bolo bhadakta ladka
Sadak pe jhagadta andar sehma sa ladka
Narak se pala ego sir pe rakhega
Apni baat kahani sunayega ladka
Lekin main ek aadmi na banta agar
Iss agar magar mein pehle lag jaata
Jism aadmi ke mein thehra tha faasla
Bas Coca Cola se agarbatti bujhana X2
Uss ladke ko tha na pasand zamaana
Iss Aadmi ko thi samajh cheez haraam ki
Parkhe istemaal jaise kab banegi chashni
Kab aag ki shola dhua dhaar raakh ghar banayegi

WRITERS

Daksh Yashwardhana

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other