LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Bezubaan 2

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
[00:00:00] Music
[00:22:00] Mujhpe Atyachaar Kare, Aur Samjhe Bezubaan Hai
[00:29:00] Music
[00:32:00] Mujhpe Atyachaar Kare, Aur Samjhe Bezubaan Hai
[00:39:00] Ye Mat Bhoolna Bande, Tu Bhi Pal Bhar Ka Mehmaan Hai-2
[00:55:00] Music
[01:10:00] Apni Apni Duniya Sabki, Ye Khushiyon Ke Mele
[01:16:00] Music
[01:20:00] Apni Apni Duniya Sabki, Ye Khushiyon Ke Mele
[01:27:00] Haq Na Kisi Ne Diya Kisi Ko, Khushi Kisi Ki Lele
[01:34:00] Maa Bachche Ke milan Ko Tarse
[01:37:00] Bebas Aansu Aankh Se Barse
[01:41:00] Music
[01:44:00] Jigar Ka Tukda Bichad Jaaye Jab
[01:48:00] Dard Pata Ye Chalta Hai Tab-2
[01:55:00] Music
[01:57:00] Apna Bachcha Bachcha Samjhe Aur Mere Ko Bejaan Hai
[02:08:00] Ye Mat Bhoolna Bande, Tu Bhi Pal Bhar Ka Mehmaan Hai-2
[02:24:00] Music
[02:42:00] Panchchi Pashu Aur Jal Ke Praani, Sabki Ek Kaahaani
[02:49:00] Music
[02:52:00] Panchchi Pashu Aur Jal Ke Praani, Sabki Ek Kaahaani
[02:59:00] Padlo Inke Man Ki Baatein, Keh Naa Sake Ye Zubaani
[03:06:00] Pal Pal Marte, Pal Pal Darte, Pal Pal Jeevan Harte
[03:13:00] Bebas Hain Kuch Kar Naa Paayein
[03:17:00] Par Sab Kuch Hain Samajhte
[03:20:00] Music
[03:24:00] Pashu Ke Doodh Se Pale Tu Bande
[03:28:00] Music
[03:30:00] Aur Chamdi Se Hi Chalaaye Dhande
[03:34:00] Music
[03:37:00] Fir Bhi Dharam Ka Paath Padhaaye
[03:41:00] Kya Yeh Tujhko Samajh Naa Aaye-2
[03:51:00] Pal Pal Marte Dekh Hamein Tu
[03:57:00] Bana Hua Anjaan Hai
[04:01:00] Ye Mat Bhoolna Bandeya Tu Bhi Pal Bhar Ka Mehmaan Hai -2
[04:18:00] Music
[04:32:00] Kab Tak Paap Chupa Rehta Hai, Ik Din Saamne Aaye
[04:38:00] Music
[04:42:00] Kab Tak Paap Chupa Rehta Hai, Ik Din Saamne Aaye
[04:49:00] Dena Pade Til Til Ka Lekha, Fir Chaahe Pachtaaye
[04:56:00] Karmon Ka Fal Sabko Mila Hai
[04:59:00] Shukar Karein Yaan Karein Gila Hai
[05:03:00] Music
[05:06:00] Apne Andar Dekh Zara Tu
[05:10:00] Padle Apne Lekh Zara Tu-2
[05:16:00] Music
[05:20:00] Hum Bhi Hain Us Rab Ke Bande
[05:26:00] Jo Tera Bhagwaan Hai
[05:31:00] Ye Mat Bhoolna Bande, Tu Bhi Pal Bhar Ka Mehmaan Hai-2
[05:48:00] Music
[05:51:00] Maana Ke Bezubaan Hun, Par Dil To Mere Paas Hai
[05:57:00] Teri Tarah Ae Bande , Jeene Ki Mujhko Aas Hai

PUBLISHERS

Lyrics © TUNECORE INC, TuneCore Inc.

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other