Karu tujhse main kaise izhaar
Karu tujhse main kaise izhaar
Ab saaanse bhi lu tere naam ki
Ab parwaah nhi koi kaam ki
Tujhme khushiyan hai paayi
Chord ke khudaai saari tujh mein maan li
Dekha jo tujhe huaa pyaar
Dekha jo tujhe huaa pyaarrrr
Ab tere bina main kyaa karu
Tu naa dikhe toh yaad akru
Gaaun bhi tujhpe aur tujhpe likhu
Rang wo khushiyon ke tujhme samaaye
Gulaab sii khushboo haan tujhse jo aaye
Ambar aur taare jiska saath maange
Wo chaand ho tum sab roshan kar jaaye
Jo kaha hai tune wo karke dikhao na
Agar sache hai waade chand taare tod lao na
Main chord sab kar lungi tujhpe yaqeen
Jo kiye hai waade wo kar ke dikhao na
Dekha jo tujhe huaa pyaar
Dekha jo tujhe huaa pyaarrrr
Ab mila hai tu gair dekhu main kyu
Tere kehne par mai jahaan chord du
Ab khatam bhi tujhpe aur tujhse shuru
Tu mange jo jaan main to jeena chord du
Dekha jo tujhe huaa pyaar
Dekha jo tujhe huaa pyaarrrr