Zamaane se tujhko chupa ke rakha tha
Seene se tujhko laga ke rakha tha
Jhoothi thi duniya jo tune dikhaya
Ankhon mein sapne saja ke betha tha
Tere ishq ne ishq ne ishq ne ishq ne
Cheen li meri hasi ishq ne ishq
Tere ishq ne ishq ne ishq ne haan ishq ne
Cheen li meri khushi ishq ne haan ishq ne
Humko is kadar se be jaan kar gye
Kal tak the jaan wo anjaan kar gye
Kya hi kahu unki mohabbat ke fasane
Bewafayi apni mere naam kar gye
Tere ishq ne ishq ne ishq ne ishq ne
Cheen li meri hasi ishq ne ishq
Tere ishq ne ishq ne ishq ne haan ishq ne
Cheen li meri khushi ishq ne haan ishq ne
Jhootha hai jhootha hai pyar tera
Dil se wo khelta yaar mera
Kehti thi mujhko nibhaungi main
Lo haar gaya aj pyaar mera
Tere ishq ne ishq ne ishq ne ishq ne
Cheen li meri hasi ishq ne ishq
Tere ishq ne ishq ne ishq ne haan ishq ne
Cheen li meri khushi ishq ne haan ishq