Ye ankhein dariya tou doobein hum
Kya likhein tujh par wajood hai sab
Hanste hein khud par ajoob hein hum
Khoon sadaif aur dil siyah hai
Mushkilein kyun darmiyan thein
Dil jale hein ya dil diya hai
Qareeb na isse bura mazeed kya ho
Mein jhoot tou abhi subha naseeb na ho
Qareeb ao yeah come and see me
Tumne kaha tha mujh mein koi kami nahi
Mehroom hein ulfat se teri kyun ashkon k bistar pay liptay tanhai say
Ab umeedein zinda yaadon ki razayi mein
Bas gaye ho dil mein tum ayse
K dikhte ho tum mujhe khud ki parchayi mein
Bichre hein kuch ayse tumse k badal k rakh diye wafa k mayine..
Kirnon mein dhoop sa chamakte rahay tu
Gairon k roop sa dikhta rahay tu
Zarur hai koi khala baki si
Tu hoor hai yehi waja kafi thi
Rait ka makaan tou tootna hi tha
Lehron ko apna hareef jo karliyaa
Laaj rakhna hashar mein tum meri
Jo dekho tou pehchanna nahi