Ek umar guzri , tera jawab aye
Sitaron ki rah mein, kuch diye hein jalaye
Kuch waqt ki baatein, bhoolay na bholayein
Kese mein rokun, k tu ruk jaye
Raaton mein humne, ashk hein bahaye
Kuch tou hai jo ab, ansu na ayein
Veraniyan bhi, gheray huye hein
Dil k taranay, lagay an sunay hein