LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Neend ati nahi

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Hawaon ne di dastak hogi
Naam ankhein meri kab tak hongi
Andhi se jo jhar gyae patte
Is patjhar ki kiya saza hogi

Nahi Nahi ye tu nahi
Ye mera weham tha
Abhi abhi to thi yahein
Na janay kahan gayi

Neend ati nahi, sari raat sari raat

Larta raha mein khud se hi
Galati teri ya khata meri
Tu bhi tou ab soch zara
Aja kabhi kar mujhse gila
Hai khudse gila mujhe tujhse nahi
Likhun kuch bhi bhala ho tujhpay hi
Shikayat karun mein kisse bhala
Jab churaya haath meine khudse hi

Neend ati nahi, sari raat sari raat

Isse kehdun gar mein ye k kuch bhi nahi
Tujhe tab bhi mujhse koi gila nahi
Mujhe tanhai mein jo tu na mil saki
Meri khuahish ye adhuri hi rahi

Neend ati nahi, sari raat sari raat

WRITERS

danish roomi

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Sadness

Sentiment
Thumbsup IconThumbsup Icon
Theme

None