Raston mein miley jaisay ajnabi
Ab panah tere saye mein na
Lafzon mein wo na raha kabhi
Jaise. Kahan na likhi risalon mein
Phas gaya tha un lafzon ke jalon me
Hatim ka pehna tum ne libaas
Dhoondi panah- na paya lihaaz
Saaz o saman mera bhikra para
Teri bandagi mein hun mubtila
Ayse jese khud ko bhula chuka
Sadaqat mein phir mubtila
Is dour mein baaghi kahan
Ab khush tou hun mein bhi nahi