Mora baalam itna sataaye mohey
Mora baalam itna sataaye mohey
Mora baalam itna sataaye mohey
Mora baalam itna sataaye mohey
Raat din, morey baalam ke bin
Raat din, morey baalam ke bin
Ek pal bhi na chain aaye mohey, ahaa
Khoya hua rehta hoon main
Khoya hua rehta hoon main
Ek jhalak miley na jab talak
Haa ek jhalak miley na jab talak
Na din bhi na rain bhaaye mohey, ahahaa
Aa bhi jaa o mere saajana
Aa bhi jaa o mere baalama
Kyun aise tu hai tarsaaye mohey, ahahaa