LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Karam

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Tune dekhi masti hei
Inhe dikhti charsein bas
The 8- C pe
Studio mei bandh the ham
Aur sath baithe jo
Contagious apne shauk
Jab far west off
Fat te boht
Baja ek ek chowk
Ek dhun se jaaga dekha dekh EP drops
Scene mei chadri garmi boht
Wahi sunnewala, aur sunte jara
Artist kare janta se hei fraud
Single handed, aaye bangers
Pro crews mei khauf zara
In da club, the fangirls
Mai hei 50 bete yaha mai hei Storch bana
Dekha thode mei boht
Han masti maari, thi foreign nights bhi
Khushiyo pe jaise pause
Ab dinn dinn guzare yaha gold light pii
Expect karna cross talk
Hori chut logo se baat cheet roz
I still try to rep a cause
Par chahiye janta ko party gayiki
Stray kutta theek, na saath paal yaha saanp ghar pe
Waqt aaye jald, ye na soche pehle tujhko dasse
Work a weekend, rhyme weak, toh kaam aur chale
Lage ye lifetime lease, the haath bandhe ,kya hei kare
Han mera karam ye maan
Zindagi ke maslo se jab bade bane gaane mere
Aur maana milte mauke yaha hazaar
Par mauka hai kamaya aur lagaye hai zamane maine
Han mera karam ye maan
Zindagi ke lafdo se jab bade lage gaane mere
Aur pura sheher baja maara jese mixtapes baje ye
Boom trap baja, mera room baja aur
Ye party baje boht jab cross city chlra apna zor
Raato raat jaage maangi bete tune jisse kiss yaha
Meri doosri bitch kar rahi tujhe catfish
Manage the sport, beef rapper kehte aake, "beat de"
Shotgun par bas khaas bhai, bitches ,please backseat pe
Fond of the sour ties
Chhod de saali karti biteback ye
Bole doojo ko simp
Feeling proud like you haven't tried that
Aur karle mehsoos, mehsoos teri jo fandom ye
Gate se mai aata dikha toh apne aap you stood up man
Lund ka mai beef karu, tu cover artist jaa mash ups de
Chahiye garmi thodi toh haath sek le aaja career pe
Race se thoda fed up, gharwale bas jo meri khair rakhte
Baaki badte aage sab bag bharke
Bas maare jazbaat yaha zeher banke log
Upar se buggati dreams
Sukh taalu ya lelu aaj hei fun mai
Samay ka paheya daale mujhe bhaari bhram mei
Aur ladta kese kese maslo se mai roz
Sune kabhi na ye sunane wale
Tabhi sunata yaha apni lore
Badta dikha mai toh kamina bole
Ye zamane wale madar
Han mera karam ye maan
Zindagi ke maslo se jab bade lage gaane mere
Aur maana milte mauke yaha hazaar par

WRITERS

Shivam Vyas

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other