Chakandar lele munger lele
Situation badi drastic hai
Door khadi achhi nahi lag rahi
Tere liye kha raha chopstick se
Optics se alag alag chashma liya
Ghar pahucha to mom stick se maari
Boli ki tu pyar mein nahi padna
Lekin main padne laga tha
Teri chaal sabka maal apsara aayi razor gaal
Sab bawal ho jayega mere sath reh ke dekh
Tujhe koyi na milega poore raste mein ek
Banda mere jaise re re kaisa
Dusre ke pyar mein girne se
Phir bhi sabko vatta raha hu
Tere liye mummy daddy ko main
Wazan thodi meri ghata raha hu
Tujhe lean body pasand hai
Main healthy khane chaba raha hu
Sun’ne main aaya hai tu London mein rehti hai
Abhi ke abhi jaake pehli ticket kata raha hu
Chakandar lele munger lele