Har ek aankh mein fareb ka hain dhuan,
Har ek aankh mein fareb ka hain dhuan,
Unn baharon mein, Unn baharon mein,
Jinme patthar ke phool khile ooo,
Har lamha ek nayi chaal chalta hai,
Har ek pal naya chhal karta hai
Har lamha ek nayi chaal chalta hai,
Har ek pal naya chhal karta hai,
Begaano se ghirein hain apno se door,
Is makaam pe roz yudh hota hai,
Unn sitaaron mein, unn sitaron mein,
Jinme angaaray chamak rahe ho ooo