Woh tera baaton mein kho jana
Sunte sunte aur mere kaandhe pe so jana
Tere aankhon mein dikhta tha jo bewajah haan na noor tha
Tere mere beech mein kuch toh zaroor tha
Tere naina jab bhi mujhe takte the hoti thi mein pagal
Aur deewana sa tu bhi barasta tha jaise koi badal
Kis se chupaa tha kissa tera mera sab mein mashoor tha
Tere mere beech mein kuch toh zaroor tha
Tere mere beech mein kuch toh zaroor tha