Tera muh sada sa kyun hai
Har ek baat pe tu jhagadta kyun hai
Jane kyun ussi baat pe atka hai
Thoda sa Sanka hai hatela dimaag per mun ka accha hai
Kota zubaaan pur Dil ka saccha hai
Main har ek kadam Jo rakta har raste pe machate
Bina fatake jo karte hai swagat hamare nah haare hum kisibi khel mein
Ake Zara mujhe khelta toh dekh be
Marru choke chakke kayse bhi gend pe
Jitu main beta jaega to rengtey
Kahi Jake apne ap ko tu fek de
Nah hai tu kisi kaam ka be
Nah khuley khule man ka hai
Dimag ki chod beta Dil ki sun
Dhyan see sun tu Dhyaan se chunn
Jab Kal nah rahega tera Kya junoon
Vo Kya sukoon bol Kya kahoon
Dimag ki chod beta Dil ki sun
Dhyan see sun tu Dhyaan se chunn
Ruk ruk abhi Baki hai beta
Dhyaan se sun tera dimag Jo Khali sa nali hai usmein nah Pani hai bheta
Kyun har wqat gum sum sa rehta
Logo ki baaton ko sun sun ke seheta
Kholde apni in ankho ko chod unki batoon ko
Dil pe nah lena phir Dena toh unke hi galoon pur
Phat se in hatho ko Kar garam
Dimag ki chod beta Dil ki sun
Dhyan see sun tu Dhyaan se chunn
Jab Kal nah rahega tera Kya junoon
Vo Kya sukoon bol Kya kahoon
Dimag ki chod beta Dil ki sun
Dhyan see sun tu Dhyaan se chunn
Sun meri baat nah dar iss bar
Har mushkil raston ko hum Karenge par
Nah farak padega kisikobhi tere Marne ke baad
Kuttey sare Jo kudhgarss mahan
Chal lete hai aj in sabki jaan
Kuch Kar dikhake hi jana, latakna in sabke muh ko tu shaan se
Dimag ki chod beta Dil ki sun
Dhyan see sun tu Dhyaan se chunn
Jab Kal nah rahega tera Kya junoon
Vo Kya sukoon bol Kya kahoon
Dimag ki chod beta Dil ki sun
Dhyan see sun tu Dhyaan se chunn