Baaki gham bhi gham kahan
Kyun hai dekho Meri raaton ki neend kharab
Altu phaltu baton se hi Mera dimag bhara
Teri hi yaad mujhe sataey kyun ayse
Galat aur kya sahi ka samaj nah pada
Galat hai Meri har baat har baar
Bus khushiya baat raha tha
Badi baat nahi thi voh Tere liye
Par choti baat nahi thi voh mere liye
Tere liye kiya jo bhi tune chaha
Maine Diya tujhe beshoomar
Jo main hoon nahi tere saath
Ha jo tu hai nahi mere pass
Kabhi hoti tu har pal mere saath
Kya dokha ho raha hai mere saath
Nah main ab jhel sakta Hoon ye halat
Kyun me bhul nahi paa rha
Kyun me bhul nahi paa rha
Pata hai tu wapas aagegi nahi
Fir kyun me dhundte hi jaa raha
Kyun me bhul nahi paa rha
Kyun me bhul nahi paa rha
Pata hai tu wapas aagegi nahi
Sukoon ki neend chd gayi jaise tu gayi
Me khudse khudhi jaise khud door gaya
Me doob gaya par tere pyaar me
Me na dhund paaya khudko un haalat me
Teri sau baatein me samajh nahi paya
Jaise sau laashein khudko dhund nahi paaya
Tere door jaaneka dard itna bada
Khud yamraj mujhpe taras ne laga
Charas me pada abhi dinraat me
Ab saare din tere bin ginra me
Aur sabhi bolte me rota binbaat me
Guzra nahi hai ab koi din yaad me
Tere apne aap ahinsak hinsaa hai
Mere dard ko likhu uska din aaj hai
Dil se dard dhone ka sink na hai
Jaise kill karne ke liye ping (Pubg) na hai
Pr sikhna hai ki abhi tere bin kaise
Jeena hai par kaise is baat ki chinta hai
Mere liye yeh raah (Rasta) mushkil ha hai
Pr saamna karne chauda seena hai ha
Kayse ye Sab jhel para main
Zinda lash banke khudko gada tha main kayse nibhara
Teri har ek baat vapas sunna chah raha
Nafrat ki kabar main leta bichara main yamraj ko gale lagara