Ha re dimag Kharab kar rakha hai inlogone
Ab dekh main letai insabki kayse
Ho gaye khatam mere chutyape ke din ha
Ab ayi meri baari kaan kholke sun ha
Dosti ke naam pe kyun dhokebaazi karta
Nai chaiye dosti teri nah teri madad ha
Samne se vafadar jaise koi labrador
Phir jaake peet peeche katenge ye kutte log
Phir bhi main maafi mangta hoon bhaiyo bheno
Phir ake bhokey jaise sari galti meri ho
Kaha sudhrenge hum bhaiya
Peet pe chura leke ghumu jaise
Ye chura tofa hai un logon se
Jo aj anjaan par ek zamane main
Nah hoti dosti kabhi mehngi
Paiso ke chakar main maine laude lagadi
Ab phir thande dimaag se sochu tho lagta
Bolo kya vakai main galti sari meri thi
Rangeen Such tho nikal aya sabka bahar
Ab dekh main flow badlunga
Dekh koi bhi jaal pad mat tu
Nah leta main kisi ka sunke
Itna batade kya kisiko pata nahi
There is always two sides of a story
Kyun roori meri tanhaii mujhse
Ha nah sunega koi dard bhari kahani meri
Sab ko chahiye hard lines
Jalan logon main shuru ho gai jo farak
Pheli phoorsat main nikla tha
Phir bhi peeche atey oh ho ho ho
Peeth peeche bakne wale log
Mere dosto ko apni taraf kar lo
Na jane shayad corona virus tumse hi payda hua ho
Aysa kyun lagta jaise pasisa hi sab kuch hai
Paiso ke bina na reh payega tu khushi se
Aysa kyun lagta jaise pasisa hi sab kuch hai
Dekh aya kaysa daur ye kharidtey dosti paison se ha