LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

WAQT

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Kehna hoon chahta main bhot kuch
Par
Shabdon ki kami se jaye choot
Ab
Guzarti raate jaise samay ko waqt na dikhe
Mangta dua dekh ke taaron ko toot
Ugh
Likhna main chahta
Jo mehsoos kar pata barsoon se hi
Par mehsoos kyun main kar nahi pa rah
Chah rah
Char bando ka sahara
Tab tak detox kar dena hai scene sara
Uhn
Gava rah nai main samay
Kyun kitna bhi gin lo kam hai
Yun hi zindagi nai gham hai
Phir bhi gaane lump sum hai
But some assumption hai
Among some young dumb hai
Career pehle aate inke mehboob aur hum dum hai
Aur kehte mujhme dum kam hai
Trust me
Ek waqt tha main bhi tha vaisa young dumb
And broke as fuck
Rehta J pe stuck
This shit hit me a truck
Man fuck my luck
Main chala tha waqt badalne
Aur raha main sakt har pal mein
Aasaan nahi hai ye sadke
Atal main safalta bal pe
Main chala tha waqt badalne
Aur raha main sakt har pal mein
Aasaan nahi hai ye sadke
Atal main safalta bal pe
Ab jab badalta waqt sambhalta jag
Aval ane par bad jata akad magar
Pakad ne aa jate chhal kapat se
Himmat na rakhta toh ho sakta bhasm
Had se kareeb ko sixteen main tha khoya
Tabhi se sabhi obscene lage thoda
Hua dimaag numb
Abhi rangeen lage thoda
Sangeet ko na choda har beat ko nichoda
Jana main chahta bhot si jagaho par
Banana chahta main bhi do char dost magar
Usse kya padne wala farak
Agar main aj bhi sochu do baar palakh
Jhapak ne se pehle
Bure waqt main akele
Na jaane kitni baar maut se bhi khele
Ha rehna chahta har waqt main akele
Ab lagta cold ya phir sakt mujhe khe le
Main chala tha waqt badalne
Aur raha main sakt har pal mein
Aasaan nahi hai ye sadke
Atal main safalta bal pe
Main chala tha waqt badalne
Aur raha main sakt har pal mein
Aasaan nahi hai ye sadke
Atal main safalta bal pe

WRITERS

DEETOCX .

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other