Deewana yeah yeah yeah yeah
Yeh jo palkein hai teri khuda ka kamal
Haan tu meri ho jayegi yeh saal
Aise mu toh na muraa baat maan
Main toh tera hi deewana hoon
Tujhko banaloon meri girlfriend abhi
Lekhin tu mujhse pyaar karti nahin
See I was fine jab yeh dil tha akela
Phir najaane kab yeh aag jalaa
Paagalon ki tarah ban gaya hoon
Haan yeh sab kuch teri wajah
Duniya ka sab se bada dil mera
Phir toh marzi hai jaaneman tera
I love the way you groove
Kyun re tere peeche baagein
Choti choti hai yeh raatein
Lambi lambi hai yeh baatein
Mujhko paas aana hai lekhin kaise main aahoon
Kya seeti bajaoon yah gaana yeh gaoon
Tu darwaaza band rakhna nahi
Duniya ka sab se bada dil mera
Phir toh marzi hai jaaneman tera
I love the way you groove
I want you here all the time
Girl you have invaded my mind
What you want from me I can provide
Mere saamne tu machal ke aayi
Tera hi tha intezaar baby
I love the way you groove
I wish that we could talk
I love the way you groove