Deewana yeah yeah yeah yeah
Chahe tera ho ya mera ho kasoor ka sazaa
Tere aankhon se woh pyaar koh gaya hai
Mera dil jaise khali ho gaya
Haan yeh toot gaya rishtey ka vaada
Par hamesha tere saath rehna tha
Kaisa zamana hai yeh mere yaar
Karun main tujhko kaise pukaar
Phone utaa thi bhi nahi mera
Line mein kaun hai tere bata
Baby yeh pyaar mein hota hai mushkil thoda
Agar phir se koshish nahi karenge toh kaise pata
Raat ko gaadi mein jaata hoon kush jalaata hoon ab mujhe chodh de
Kitna tu ne sataaya tha phir bhi sajaaya tha tujhko dil mein mere
Bhooloon ga kaise main tujhko yaar
Hum dono kitne kush te na
Agar mein tera manzil nahin hoon toh baby tu maaf kar dehna sab mere guna
Aisa hoga yeh kabhi main soch bhi nahi saga tha
Saarey galtiyon ka hisaab kyun tu ne rakha tha
Tera chehra dikha tha hai khushiyan chale gayi hai
Hum dono ke dil mein roshni ab nahin hai
Mera dil jaise khali ho gaya
Haan yeh toot gaya rishtey ka vaada
Par hamesha tere saath rehna tha
Mera dil jaise khali ho gaya
Haan yeh toot gaya rishtey ka vaada
Par hamesha tere saath rehna tha
Baby tere bin mujhko sukhoon nahi aata
Is baat ka afasos hai ke maine nahi rokha
Yeh tere samne khada hai tera jiya
Kyun tu ne mujhko mitaa ya mere piya
Is dil se aur nahi ho sakta
Mera dil jaise khali ho gaya
Haan yeh toot gaya rishtey ka vaada
Par hamesha tere saath rehna tha
Mera dil jaise khali ho gaya
Haan yeh toot gaya rishtey ka vaada
Par hamesha tere saath rehna tha
Deewana yeah yeah yeah yeah