Deewana yeah yeah yeah yeah
Tu sochta bahut hai karta kam
Hum dono ke beech mein farak ye tha
Main tera baap hoon tu mera beta
Mera flow bhi hai bahut beemar
Haan koi davaee bhi nahi milega
Aur kush bhi raat bhar jalta rahega
Woh sab khud pe dost pe ladkiyon pe uraya
Pehle jo karva tha ab ho gaya meetha
Hai Fendi Versace mere paas kaafi
Maine guna bahut kiya hai maang liya maine maafi
Yeh revolution shuru kiya hai maine like Gaddafi
Kyun ke main asli hoon tu hai nakli sab ko pata
Tera andaaz hai bahut purana main naya naya
Bahut chaalaak bahut chaalaak
Ban te hai bhosdi ke mere saath
Tere lai kuch nahi mere paas
Mujhko nahi karo pareshaan
Yeh game mein life nahi tha
Is mein main daal diya mera jaan
Ain't no turning back for me
Mere mummy ne kaha ke beta ja paisa kamale
Tera time aa gaya hai ab khud ko bacha le yeah
Mujhe dekh ke tu sochta hai ke main gir jao
Tere city aake mein bana doon usse mera gao
Ajnabee sab ban gaye ajnabee
Ek din mein kitna paisa uraya
Jo tu ne pure saal mein jamaya
Bas banate gaya maine gaana
Ain't no turning back for me
Ain't no turning back for me
Deewana yeah yeah yeah yeah
Deewana yeah yeah yeah yeah