LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Rangeela Re

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Deewana yeah yeah yeah yeah

Woah ohh

Yaai re yaai re zor laga ke naache re
Yaai re yaai re mil ke dhoom machaye re
Chal mere sang sang
Le le duniya ke rang
Ho ja rangeela re
Chal mere sang sang
Le le duniya ke rang
Ho ja rangeela re

Sab tujh pe mare
Unko maloom hai ke tu sirf mere lai
Duur kari hai
Aage bhi aaja baby dil behaal hai
Duniya ko baat karne de unko kya maloom hai
In bade bade desho mein ye baatein hote rehti hai
Sab nafrat karte hai mujhse lekin tu meri manzil hai
Ab aa bhi jaa sanam mera dil bekarar hai na

Yaai re yaai re zor laga ke naache re
Yaai re yaai re mil ke dhoom machaye re
Chal mere sang sang
Le le duniya ke rang
Ho ja rangeela re
Chal mere sang sang
Le le duniya ke rang
Ho ja rangeela re

Yeh tere bina dil nahi lagta
Dhadakta hai baby tu ban ja rangeela
Main sochte rehta hoon boloon ya na boloon tujhme kya hai dekha
Mana nahi karna mujhko phir ye chance gaya
Saare awaaron ko bhol de tujhe koi aur nahi chahiye sirf Deewana
Main aagey jab aata hoon phir kyun tu jaati hai duur
Tanha raatein jo mere hai tera hai tera hai tera suroor
Apun ko maloom nahi kya right kya wrong mujhe sirf dikhti hai tu
Waqt bhi bahut keemti cheez hai mere saath ye guzaar le tu

Yaai re yaai re zor laga ke naache re
Yaai re yaai re mil ke dhoom machaye re
Chal mere sang sang
Le le duniya ke rang
Ho ja rangeela re
Chal mere sang sang
Le le duniya ke rang
Ho ja rangeela re

Yaai re yaai re zor laga ke naache re
Yaai re yaai re mil ke dhoom machaye re

WRITERS

Hassan Ali

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Enjoyment

Sentiment
Thumbsup IconThumbsup Icon
Theme

None