Haan main jo bhi bolta hoon woh main karta hoon
Mera zindagi hai pyaara tera life bakwas
Subha se main shaam tak studio mein rehta hoon
Main aise gaane gaata hoon ke arzoo jagata hoon
Aur ladkiyon ko mere chakkar mein pasaata hoon
Main kabhi kabhi pyar deta hoon kabhi rulata hoon
Sab kuch hai not satisfied
Too much drama in my life
Ladkiyan bhi hai sab fine
Haan haan chand ye barish mein
Haan haan ek baar upar dekh
Mra hi chehra dikhega tujhe
Lamborghini mera rukta na
I'm in the game main aa gaya
Dekho na maa tera beta kahan
Pahunch gaya hai re pahunch gaya
Khwab sajane ko aaya hoon main
Dhoom machane ko aaya hoon main
Kul gaya darwaza mere liye
Mujhe kisi ki dua lagi hai
Paisa hai gadi hai bangla hai
Sutta maar tha hoon Mercedes mein
Supreme and Versace are my only friends
Matching Gucci with the Louie
Every day is like a movie baby
Sab kuch hai not satisfied
Too much drama in my life
Ladkiyan bhi hai sab fine
Sab kuch hai not satisfied
Too much drama in my life
Ladkiyan bhi hai sab fine
Sab kuch ho ke bhi zyaada chahiye
Ab meri baar hai tu aaja ve maahiye
Deewana yeah yeah yeah yeah