Main to rahoonga tere sang hi sada
Gham ho ya chaahe khushiyaan ho naa juda
Main to rahoonga tere sang hi sada
Gham ho ya chaahe khushiyaan ho naa juda
Koi bhi kadam mera hoga naa
Tere bin.. Tere bin.. Tere bin.. Tere bin
Tere bin.. Tere bin.. Tere bin.. Tere bin
Aa gaye hain main se hum pe
Saare sukh aur duniyaa saari
Jaaun tujh pe sab kuch vaari
Ab se mera koi bhi kadam hoga naa kabhi
Tere bin.. Tere bin.. Tere bin.. Tere bin
Tere bin.. Tere bin.. Tere bin.. Tere bin
Saajan bin rattiyaan rattiyaan
To lagti sadiyaan sadiyaan
Saajan bin rattiyaan rattiyaan
Tumse hain jo kasme vaade
Dil se hain hum karte jaate
Tere bin ye din aur raatein
Chaahein naa hum ik bhi kaatein
Tere bin.. Tere bin.. Tere bin.. Tere bin
WRITERS
Kiran Thakrar, Livingstone Brown, R Mansata, Shayal Amin