Din bhar, kahani mai sunu teri
Yeh saansein, ruk si gayi teri
Wakt ka ab kuch pata nahi hai
Yeh dil tumse yun khafa nahi hai
Saari baatein mujhse kiya karo
Yeh baaton ko ab jo chahane laga hu mai
Tere hi khwaabon mai behne laga hu mai
Thoda toh mujhpe daya dikhaya karo
Shikayat hai, tumse meri yeh ki
Tum pehle kyu na thi meri
Mulakaatein, kitni hui apni
Mann bhara na mera phir bhi
Kaise un lamho ko jeelu dubara mai
Tu hi toh dil ka bas ek hi sahara hai
Tere bina tu bata mai kya karoon?
Yeh baaton ko ab jo chahane laga hu mai
Tere hi khwaabon mai behne laga hu mai
Thoda toh mujhpe daya dikhaya karo
Wakt ka ab kuch pata nahi hai
Yeh dil tumse yun khafa nahi hai
Saari baatein mujhse kiya karo
Yeh baaton ko ab jo chahane laga hu mai
Tere hi khwaabon mai behne laga hu mai
Thoda toh mujhpe daya dikhaya karo
Din bhar, socha maine yeh ki