LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Raat

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Raahein chalti rahin

Baatein hoti rahi,

Raaton me kahin

Sansein sulaghne lagi,



Barishen yaha

Tu hai yahan,

Sard si hawa

Hai yaha waha,



Mujhe pass tere laane ye lagi,

Kuch pagal sa banane ye lagi

Tumse judi sab khwaishein,

Poori hui farmaiyeshen,

Saansein kahin gum ho gayi

Tune chua to chalne lagi,



Jism tera ho jaise nasha,

Tu aag si sulaghti yahan

Mere tan se rooh ko khane ye lagi

Kuch pagal sa banane ye lagi



Rahon me kahi, Tu jo mil gaya

Behka sa ye dil mera, ab ye sambhal gaya

Rahon me kahi, Tu jo mil gaya

Behka sa ye dil mera, ab ye sambhal gaya



Raahon me kahin, tu jo hai mila

Tere bahon me simatke suljha mai yaha

WRITERS

DEV SHARMA

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other