Dikhe mujhe door door koi bhi nahi
Jaisi zindagi thi vaisi na rahi
Gumshuda gumshuda gum hu mai kahi
Mujhe kisi ki zaroorat na mai akela sahi
Dikhe mujhe door door koi bhi nahi
Jaisi zindagi thi vaisi na rahi
Gumshuda gumshuda gum hu mai kahi
Mujhe kisi ki zaroorat na mai akela sahi
Hoti na kisi se bhi baat meri
Bhoolna hu chahta mai sab nito leti rahegi ye jaan meri
Hatho se nahi mai zakham dilaadu haan kaafi hai saali zubaan meri
Na chahkar bhi sabkuch mai sehlu
Mujhe thoda bhi apnapan kahi
Ateet ka mai to hu hi nahi
Sab mere jaise par mere jaisa koi nai
Dekh in aakhon me kaafi waqt se ye soyi nai
Aaj kal mujhe pasand aane lagi ye khamoshiyaan
Chaaro aur dekha maine ab dikhe mujhe koi nai
Dikhe mujhe door door koi bhi nahi
Jaisi zindagi thi vaisi na rahi
Gumshuda gumshuda gum hu mai kahi
Mujhe kisi ki zaroorat na mai akela sahi
Dikhe mujhe door door koi bhi nahi
Jaisi zindagi thi vaisi na rahi
Gumshuda gumshuda gum hu mai kahi
Mujhe kisi ki zaroorat na mai akela sahi