Vidyalay vidya ke shetr hai adhyapak saare
Cheejo pe khed bass vidya pe shatr dhayan dalae
Gyan uncha voh jo milta na kitabo mai
Akhein band kar padhne baitha
Shatr 11vi ka padhta tha voh din ya raat
Safalta milti na, na duniya ki sunta voh baat
Gaya voh 12vi mai ghota sabne gaala uska
Gir ke na uth saka voh aaisa ban chalae halat
Liya tha pcm purae karne the sapne sarae
Budhae uske papa na cahata abh voh ghar sambhalne
Na chata garami mai sadae apne aap ko
Gahr banana apna pura karna tha bass khawab ko
Aatae na marks usko badli usne sangat apne
Kiski ko bhanak na ki hone vaala hadsa
Nashae mai padh gaya voh lele usne lambi neend
Utha jo dekha usne beeta pura saal tha
Kiya tha usne apne papa ko dail
Hlo papa yeh mushse na ho paraha
Agle din aaya unke ghar mai call
Hlo sir beta apka na raha
Khushiyan bhi miit gayi saari