Neende teri kahin kho si gyi
Hisse mein jo mere aansu the
Cheene mujhse vo tuney muskurake
Deti khud ko tu kyu hai ye saza
Jeele khud ke liye bhi tu zara
Dena saath na mera chor yun
Maangu rab se toh bas ye he dua
Sahara diya tuney gale se laga ke
Bhatka sa meri manzil se mai hu
Meri aankho ka taara tu hai maa
Mujhko kadmo mein dede tu panah
Meri Jannat hai tu mera jahan
Tu he Maula hai tu mera khuda