Kon the wo jwala pr dikh rhe mujhe ab lighter aye
Kon the wo jwala pr dikh rhe mujhe ab lighter aye aye aye
Aaja aaja tere bande ghayal
Bhanak lagi mujhe jese maa ke payal
Kbhi jhuke nhi, na toh hum hai kayar
Inn keedo ke samne mein lagu giant
Cypher na hota toh bne spider
Beeche jaal toh mein toh hu ladka fighter
Kaale jaadu ka tod mein Excalibur
Betha mein takht pe, la rha Massacre
Grudges merese rkhi, ab kar rhe equal score ho
Pehle kehte the opps par mujhe keh rhe ab dost ho
Ja rha hai Inka hosh kho banadu inka toast bro
When I go rogue maut dunga inko so slow
Apna banda deta khamba ganda
Andha dhandha krta man ko nanga
Sbko shanka kb tu horha changa
Dekhte sapna lanka apna ho toh krna man ka
Kb tk chup tha le rhe nalka hulk ka kbka
Kon the wo jwala pr dikh rhe mujhe ab lighter aye
Kon the wo jwala pr dikh rhe mujhe ab lighter aye aye aye
Khun ke gole mein rkha hai tara
Paanch mombatti- shaitaan dobara
Tu bahar aa - tere jaadu tona ka Karu khulasa
Paap ke ghade ka kru dhamaka
Tu dekhe toh gale pe pade katana
Insaaf ke aad mein narak dikhana
Danav ka lalach se pyaas bhujhana
Jhoothe ko kbhi na namak khilana
Flow mein a-rod - pen meant to be hot
Out of balance see saw - ab kre rhe detox
Face to face lekin e-talk - spitting all the f-bombs
Mein toh bus pehanta hu -hogyi inki g-shock
Horrific pictures in the mind etched - khauf
Dera mein sbko infinite aid
Few days where I have been so amazed
Where I infiltrate I set the fire ablazed
Udi hai sbki neend kyuki sick hai bass
Meri Energy lage horizontal eight