Fir mein gaane deke villian kyun
Be mein shayar hun du filam kyun
Cover art ke piche duniya
Tu gaane sun ne betha hai
Ke kiske gaane fudu hai or
Par ye seekhe unse kuch nai
Or fir force karte padhne ko
Jab hosh aata hai bache ko wo
Fir tum khushi khushi ceene mein
Haan mein haste haste stage pe
Mujhe firse kabhi puchna nai
Kyaa ye career mera rok denge
Mujhe chalna nai hai dhh mein
Jab mein jashan karunga ke
Ayyee Ayyee, likhu gaane jinse chinu gam
Ayyee, homie bole bella peele rum
Ayyee, dukhi hone ka nai mera mann
Jab tak mere aasuon se chalta rahe tera ghar
Mujhpe haath nai hai rappero ka
Mujhe rap karne ke lie bhi khuda ne kaha
Maa ko feeqar hone lagi jab ghar naa mudda
Baap ki daaru wali aadat dekh asul se juda
In sab aage waalo ki traah
Meri baat sun mein hate deke
Yaa fir esa kahun hate leke
Mein haivaan ban chuka hu
Jisey shayad kabhi pta nai
Meri bandi mujhe feel karna chahti
Kehti baby I admire tera music
I believe 2024 mei m hitting machine
Aaenge million willion gaane pe
Jab mein dene jaata peace
Ye Yeah dikhaaye mujhe faayde
Yeah kitna pesa h hip hop mein
Yeah fir bhi rapper log kyun
Mein mehfilo mein beth ta ni
Sehm ta ni koi bhi bole faltu
Par in dino mein enthta ni
Par naam humaare hai jiii
Sabne chehre daalein hai jiii