LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Dil'on ke Mausam Acoustic

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Kho gaye, hain wo din, jaane kahaan
Bul-Buley se hain pal, aur hum yahaan
Badal gayi hain raatein sang yeh samaa
Nah neend hoti puri sapne jahaan

Bachpan ki galliyan wo roshan si rehti thhi
Meethi hawaayein bhi kaano mein kehti thhi
Ab din guzarti hain sapno ke raahon mein
Shaamein yun dhalti hain yaadon ke baahon mein

Gham'o ke pal ko yun, Khushi se tu bhar le
Dil'o ke mausam mein, Hasee'n hain yeh lamhe
Likhi hain taaron ne, Kaayi yeh afsaane

Mil rahi hain raatein ab iss tarha
Jo Khwabon se ho baatein yun bewajah
Badal rahi hain naatein ab yeh yahaa
Chhupi si yeh jazbaatein hain bepanah

Choti si baatein jo pyaari si lagti thhi
Lambi wo raaton se yaari bhi jachti thhi
Ab din guzarti hain sapno ke raahon mein
Shaamein yun dhalti hain yaadon ke baahon mein

Gham'o ke pal ko yun, Khushi se tu bhar le
Dil'o ke mausam mein, Hasee'n hain yeh lamhe
Likhi hain taaron ne, Kaayi yeh afsaane
Dil'o ke mausam mein, Hasee'n hain yeh lamhe

Gham'o ke pal ko yun, Khushi se tu bhar le
Dil'o ke mausam mein, Hasee'n hain yeh lamhe
Likhi hain taaron ne, Kaayi yeh afsaane
Dil'o ke mausam mein, Hasee'n hain yeh lamhe

WRITERS

Nilesh Bhattacharya, Shakya Tarafdar

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share

See A Problem With Something?

Lyrics

Other