Nazron me bass, ab tera saaya
Saanson me ab , bass tu hai samaya
Kahu khuda , se ye ghadiyan milan ki
Nazron me bass, ab tera saaya
Saanson me ab , bass tu hai samaya
Kahu khuda se ye ghadiyan milan ki
Jitni duaein mangi thi humne
Chamki falak pe banke sitara
Sunlee khudaa ne nikli jo dil se
Raato ko bandey palko se apni
Khaabo mein tumko dekha kare hum
Baaho mein dono sojae aise fir na jage kabhi
Subah-E-wafa ki abb shaam ho na
Iss zindagi ka anjaam ho na
Mar jaayein toh bhi mar ke jiye hum
Qeesmat mein tu he yaa ke nahi he
Pyaar pe mujhko lekin yakeen he
Hatho pe apne hum khich lenge kuch lakire nayi
Duniya se ladke jitenge tujhko
Khud ko bhi kho kar paayenge tujhko
Gham he lutera gham se choopaa ke hum rakhenge khushi
Subah-E-wafa ki ab shaam ho na
Iss zindagi ka anjaam ho na
Mar jaayein toh bhi mar ke jiye hum
Dua hai bas yahi tujhse khudaya
Rahe na hum rahe pyaar humara
Saansein bhi ho chahe sheene mein humdam