Aawargi ye tujh sang lage pyari
Deewangi ye tujh sang lage diwani
Badmast hoon mai teri aarju ka
Mehroom hoon mai teri parchaiyon ka
Mushkil kar de jeena haye
Khamkha bewajh kahi ke na rahe
Bas tere ishq ke waaste hum jeeye
Khamkha bewajh kahi ke na rahe
Bas tere ishq ke waaste hum jeeye
Laage lage na aur kahin man
Tere hi sapne sajaye haye
Mushkil kar de jeena haye
Khamkha bewajh kahi ke na rahe
Bas tere ishq ke waaste hum jeeye
Khamkha bewajh kahi ke na rahe
Bas tere ishq ke waaste hum jeeye